Peechle ek saal se bahut se students ki demand thi ki website par Pitman english shorthand ke baare mai jankari di jaaye. Students ki demand ko dekhte huye aaj se website par pitman english steno shuru ki jaa rahi hai.
Jis student ne punjabi shorthand seekhi huyi hai woh easily english shorthand ko cover karna chahta hai toh woh easily seekh sakte hai, kyuki dono same hi hai bas grammalogues ka hi different hai.
Mai apko guide karne wala hoon ki aap ghar bethe english shorthand ko kaise seekh sakte hai.
Punjabi shorthand walon ke liye yeh benefit hoga, kyuki dono shorthand ko zyada scope hai, jise aap easily seekh sakte hai.
Shorthand Kaise Bani
Shorthand ko shuru krne se pehle je jaanle ki yeh kaise bani hai. Shorthand ek gol ੦ chakar se bani hai, jaise hamari dharti gol hai same waise hi shorthand characters ko inme se hi banaya geya hai. Aap neeche chart mai dekh sakte hai.
Shorthand mai pehla chapter hai, The Consonants (व्यंजन रूपरेखा). English mai 26 consonants hai.
Par shorthand mai consonants A se nahi shuru hote, Isaac Pitman ne apne according english consonants ke alag character provide kiya hai.
Shorthand Based on Sound
Shorthand only sound par based hoti hai, means ki jo hum bolte hai lips se, uske according hi shorthand leekhi jaati hai, agar apne apne lips se sound nikali P toh hum isko shorthand mai → aise leekehnge.
Agar lips se sound nikali M toh ham ise shorthand mai → aise leekhenge.
Means ki shorthand mai apko har character as a sound leekhna hai.
- P - (ਪ)
- Pee
- B- (ਬ)
- Bee
- T- (ਤ)
- Tee
- D- (ਡ)
- Dee
- Ch- (ਚ)
- Chay
- J- (ਜ)
- Jay
- K- (ਕ) -
- Kay
- G- (ਗ)-
- Gay
- F- (ਫ)-
- Fat
- V- (ਵ)-
- Vat
- Th- (ਥ)-
- Ith
- Th- (ਥੀ) -
- Thee
- S- (ਸ)-
- Ess
- Z -
- Zee
- M- (ਮ) -
- Em
- N- (ਨ) -
- En
- NG- (ਗੰ) -
- Ing
- L- (ਲ) -
- El
- R- Downward (ਰ) -
- Ar
- R- Upward (ਰ) -
- Ray
- W- (ਵ) -
- Way
- Y- (ਯ) -
- Yay
- H- Downward (ਹ) -
- Hay
- H- Upward (ਹ) -
- Hay
![]() |
Read & Copy Many Times |
Video - How to Write Consonants
Video- Exercise- 2 Solve
![]() |
Read & Copy Many Times |
Video- Exercise- 3 Solve
![]() |
Read & Copy Many Times |
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteFree and without advertising disturbance) which is best thing of this website 💕thankyou
ReplyDeletePost a Comment