English Shorthand [Q] Alphabet Shorthand Phraseography, English shorthand mai phraseography shorthand speed lo increase karne ke liye banayi gayi hai.

Meri hamesha se yehi koshish rahegi ki mai apko most helpful words share karu taki exams ke liye apki help ho.




Aur aaj se mai apko [Q] se related shorthand phraseography share kar raha hoon. Mujhe search karke [Q] se related jitni bhi  phraseography mili woh aap logo ko share kar raha hoon.


Practice kar ke aap easily adopt kar sakte hai, jitni bar aap practice karte jayegne utni baar aap isme perfect hote chale jayenge.

Bahut se students shorthand likhte waqt phraseography ka use nahi karte, mai kahunga aap ise right method mai use kare taki apki speed increase ho sake. 





English Shorthand [Q] Alphabet Phraseography



First Page

Quarter day, Quarter Section, Quick as possible, Quickly done, Quickly made, Quit claim, Quite as likely, Quite as well, Quite as much, Quite certain, Quite clear, Quite likely, Quite probable, Quite sure, Quite sure there is, Quite agree.



Niche comment section mai aap kuch bhi pooch sakte hai.

Post a Comment

Previous Post Next Post