English Shorthand Phraseography Part-3 aaj mai apko provide karne wala hoon. English Shorthand Phraseography Part-3 mai mostly use hone wali wali shorthand advanced phraseography hai.



Agar apne shorthand mai speed increase karni hai toh apko iski practice karni hogi, shorthand mai practice ke bina aap kuch bhi hasil nahi kar sakte.

Maine alag alag jagah se yeh phraseography dhoon kar apko provide ki hai taki papers ke liye apko help mil sake. Waise toh english shorthand mai millions of phraseography hai.

In future ane wale time mai holi holi mai apko sab kuch provide kar dunga jisse apko koi dikkat naa aa sake.

Bahut sare logon ki e-mail aati hai ki aap english shorthand related article update karte rahe tabhi mere mind mai aaya ki aaj mai apko yeh provide karta hoon. jo exam ke liye bahut hi useful hai.

Aap sirf Phraseography ko dekhne naa iski jitni practice ho sake utni kare.


English Shorthand Phraseography Part-3


1. Page One





2. Second Page





3. Third Page



4. Four Page



5. Five Page



6. Sixth page






7. Seven Page








Agar apko kisi bhi Phraseography mai problem aati hai toh aap niche freely comment kar sakte hai.

2 Comments

  1. Where can I find the remaining parts of above topic

    ReplyDelete
  2. Iske baad ..Aap A to Z English shorthand phrases mai dekh sakte hai.......

    ReplyDelete

Post a Comment

Previous Post Next Post